Seema ji , Ek geet ki panktiyan yaad aa rahi hain................. "Baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di, jaise guzar saki ye shab-e-ghum guzar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna duniya ka kya hai usnay sada bar bar di"...........jaisay kuch din bahut se dinon per bhari hotay hain waisay hi kuch raaten bahut si raaton per bhari hoti ............aur raat ki baat hai ...........koi sar phira usay bahut halka le sakta hai......raat gyee baat gayee .............aur koi raat ko zindigi bhar nahee bhula paata ...kyunki ki wo "aap ke khayal mein guzri hoti hai"..aur agar khayal ki shiddat itnee ho jaise "aap ke saaath" hi guzri ho to zaroor qayamat ki raat hogi
shikva kiya tha ..................naheen na ,,,,,,,,,,,,,,to ab kar laytay hain ..................aap ke shabd sacchay ho jaaengay................shikvay shikayat ki raat................aur yeh such kar diya .............agar kal ki raat naheen to aaj ki raat.......................!!!!!!!!
15 comments:
Seema ji ,
Ek geet ki panktiyan yaad aa rahi hain.................
"Baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di,
jaise guzar saki ye shab-e-ghum guzar di
jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhna
duniya ka kya hai usnay sada bar bar di"...........jaisay kuch din bahut se dinon per bhari hotay hain waisay hi kuch raaten bahut si raaton per bhari hoti ............aur raat ki baat hai ...........koi sar phira usay bahut halka le sakta hai......raat gyee baat gayee .............aur koi raat ko zindigi bhar nahee bhula paata ...kyunki ki wo "aap ke khayal mein guzri hoti hai"..aur agar khayal ki shiddat itnee ho jaise "aap ke saaath" hi guzri ho to zaroor qayamat ki raat hogi
gaur talab hai ki ye raat aapke khayaalo ke sath gujri.......
vah vah....
वाह !
क्या बात है!आनन्द आ गया.
kya kehne
shikva kiya tha ..................naheen na ,,,,,,,,,,,,,,to ab kar laytay hain ..................aap ke shabd sacchay ho jaaengay................shikvay shikayat ki raat................aur yeh such kar diya .............agar kal ki raat naheen to aaj ki raat.......................!!!!!!!!
जीने को जीते तो हम रहे, किस तरह जीये, किस लिये जीये, कहने को हम, तुमसे दूर थे,बुझ नही सके यादो के दिये
वाह वाह
बहुत खूब.
कहना चाहूँगा--
हाल ऐ दिल हमारा जाने न ये जमाना.
"Thanks to every body over here for sparing valuable time for giving encouragement"
Regards
Subhan Allah
Gaur-e-Talab he ke ye raat, tere khayalaat ke sang guzri
This is what we call the true spirit of Writing and Love..
khayaalaat se gujri fir bhi aansu the
shikaayat hi to thi apki unse koi yaden to na thi
पूरी की पूरी रात गुजरे
महबूब के साथ गुजरे
शिकवा हो शिकायत हों
लेके हाथों में हाथ गुजरे
ऐसे साथ के क्या कहने ......
आंसू हों सैलाब हों
आँखों में उसीका खवाब हों
हम काँटों पे सो जाये
उसके क़दमों के नीचे गुलाब हों
"gour -aee- tlab" hai ki ye raat aap ke khyalat ke sath gujri hai......
wah seema ji wah ek bar fir se dil ki gehriya maine pyar ki ek or mishal kayam kar di hai,
very nice
aap sada uu hi likhti rahe or hum sada uu hi aapki rachnaye padte rahe or badhiya dete rahe
sundar rachana ke liye badhai ,............Arsh
this is one of our best poem,keep on.seema ji
Post a Comment