My Poetry and detailed Review by Respected Nasim Shahid ji Published in a leading News paper "DAILY PAKISTAN" (Pakistan) 09/12/2011
My Poetry Published in a leading News paper "DAILY PAKISTAN" (Pakistan)
Courtesy : Respected Nasim Shahid ji
I am highly obliged and thankful to Jnab Nasim Shahid ji to give such prestigious space to my "POETRY" along with his detailed review in A LEADING NEWSPAPER 'DAILY PAKISTAN" ON 9/12/2011. I am over overwelmd by his kind gesture .
I am thankful to the god that i am surrounded with such kind hearted and good friends from neighbour country. I am always blessed with their good wishes care and affection on every stage of my achievement and their blessings are real "ASSET" for me.
Sarhad paar ke sabhi Dosto'n ka dil se shukriya.--
Beauty of Brain
by nasim shahid
Facebook pr Irum hashmi ne mujhe kaha kh main seema gupta ko add karon - seema Gupta ko add kr lia to aik achi poet se mulakat ho gai - Dubai main un ko BEAUTY OF BRAIN ka khatab bi mil choka hai .seema ki poetry ka halka bohat big hota jaraha hai khas kr pakistan main un ko chahne wale bohat zeyada ho gai hain-
seema india ke city hariyana ki rehne wali hain . in ki pehchan poetry hai. BBC se in ki awaz world tk pohnchi hai .facebook sarhadon ko nai manta yehi wajha hai kh seema pakistn main bohat Makbool ho rhai hain - wo kabhi pakistan nai aayin pr jb kabhi aayen gi to un ko pehchan ka koi masla nai ho ga.seema india main modren poetry main aik aham naam hain .un ki poetry ko read karen to lagta hai wo hamari hi baat kr rahi hon. nu ki poetry univarsal hai .parveen shakar our noshi gelani ka rang in main nazar aata hai.ye Aurat ki naswani jazbon ki baat karti hain .in ke kehne ka andaz dilon ko moh leney wala hai .wo naswaniyat ki baat karte karte zendagi ke halat pr bi lekhti hain .in ki book dard ka daria ko Award mil choka hai .mujhe khushi hai kh irum ki wajha se mujhe seema ki poetry reading ka mokha mila .
"NAZM"
waqat ka fir yoon hamen
aazamana hova
un ko rothe hove jisay
zamana hova
bedard zalem hai
apna dil katel hai
jism ki dewaroon se
sir ka takrana hova
tanhayien roswayien
askoon ki shehnayien
yoon kisi ki yadon ka
ragoon main samana h
aazamana hova
un ko rothe hove jisay
zamana hova
bedard zalem hai
apna dil katel hai
jism ki dewaroon se
sir ka takrana hova
tanhayien roswayien
askoon ki shehnayien
yoon kisi ki yadon ka
ragoon main samana h
ragoon main samana hai
wafa ki lash ko ab
kafan bi naseeb nova
yoon sanam bewafa se
dil lagana hova
-- wafa ki lash ko ab
kafan bi naseeb nova
yoon sanam bewafa se
dil lagana hova
2 comments:
बहुत बहुत बधाई ...
आपकी इस महान उपलब्धि के लिए बधाई निसंदेह आपने अपनी खूबसूरत शायरी से साहित्य कि दुनिया में एक मक़ाम बनाया है .....आपने सरहदों को तोड़कर आम अवाम के दिल में जगह बनायीं है ..... दिली मुबारकबाद
Post a Comment